歌手:
Ajay-Atul
专辑:
《Singham 》Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham
Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, Singham
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam
bada iss mein hai dum
Nar Singh hai yeh Singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham
Na agan jale na magan jale
Bas kehar chale jab aawe, Singham
Dil toh saccha hai
iss dil mein rakh loon
Sapna accha hai palkon se dhaklo
Dil-vil se toh hai yeh ik baccha
sharaarat karta hi phire
Agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mile
Taaza hai hawa ka yeh jhoka
yahan wahan behta hi phire
Agar kabhi isska raasta roka
toofan sar chade
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye
Na kisi se yeh kam
bada iss mein hai dum
Nar Singh hai yeh Singham
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe
Jab khabar uthe ke aawe, Singham
Yeh na satka hai, raste se kathor
Tagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo
Atrangi hai josh mein chalta
Bahoon mein bijli si chale
Bisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa miley
Jaise koi sher sehra mein chalta
Saara jag raundta chale
Yaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide