Yeh Kya Jagah Hai
Umrao Jaan
歌手:Asha Bhosle
专辑:《Umrao Jaan》

Ab jo kiye ho data, aisa na keejo
Agle Janam mohe bitiya na keejo
Jo ab kiye ho data, aisa na keejo
Agle Janam mohe bitiya na keejo
Jo ab kiye ho data, aisa na keejo
Agle Janam mohe bitiya na keejo
Jo ab kiye ho data, aisa na keejo
Hamre sajanwa hamra dil aisa toran
U ghar basaayin hamka rastaa ma choran
Jaise ke lalla koi khilauna jo paawe
Dui chaar din to khile, phir bhul jaawe
Ro bhi na paawe issi gudiya na kijiyo
Agle janam mohe bitiya na keejo
Jo ab kiye ho data aisa na keejo
Agle janam mohe bitiya na keejo
Aisi bidaai bolo dekhi kahin hai
Maiya na babul bhaiya, kauno nahin hai
Aasoon ke gehne aur dukh ke hai doli
Bandh kiwaliya more ghar ki yeh bolie
Iss aur sapno mein bhi aayaa na keejo
Agle Janam mohe bitiya na keejo
Jo ab kiye ho data, aisa na keejo
Agle Janam mohe bitiya na keejo
更多>> Asha Bhosle的热门歌曲