Chocolate Lime Juice
Hum Aapke Hain Kaun
歌手:Lata Mangeshkar
专辑:《Hum Aapke Hain Kaun》

Chocolate, lime juice, ice cream, toffeeyaan
Pahale jaise ab mere shauq hain kahaan
Gudiya khilaune meri saheliyaan
Ab mujhe lagti hain sari pahaliyaan
Yeh kaunsa mod hai umar ka
Chocolate, lime juice, ice cream, toffeeyaan
Pahale jaise ab mere shauq hain kahaan
Gudiya khilaune meri saheliyaan
Ab mujhe lagti hain sari pahaliyaan
Yeh kaunsa mod hai umar ka
Yeh kaisa diwaanaapan hai kya jaanuun
Main kya jaanuun
Mushkil ho gaya khud ko kaise
Pahachaanuun main pahachaanuun
Din katta hai katte na raatiya
Kis se kahuun main ye saari baatiya
Gudiya khilaune meri saheliyaan
Ab mujhe lagti hain sari pahaliyaan
Yeh kaunsa mod hai umar ka
Man mein tarangein uthne lagi hain
Yeh kaisi yeh kaisi
Ab jaisi huun pahale nahin thi
main aisi main aisi
khilne lagi hain raahon mein kaliyaan
aankhiyaan dhuundhe sapnon ki galiyaan
Gudiya khilaune meri saheliyaan
Ab mujhe lagti hain sari pahaliyaan
Yeh kaunsa mod hai umar ka
Yeh kaunsa mod hai umar ka
更多>> Lata Mangeshkar的热门歌曲