Radio (From "Tubelight")
Yours Truly Pritam
歌手:Pritam
专辑:《Yours Truly Pritam》

作词 : Amitabh Bhattacharya
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha duaa mein
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha duaa mein
Ban-than ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Naachenge hum ta-ta-thaiya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
O
Aankhon mein aate aansu khushi ke
Phoola samaaun na main
Haaye marr hi jaaun na main
Haaye marr hi jaaun na main
Harqat ajoobe karne se khudko
Rok paaun na main
Haaye marr hi jaaun na main
Haaye marr hi jaaun na main
Gaaunga surr mein oonche
Gaana yeh mera goonje
Jammu se jhumri-talaiyya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Pa pa pa prrrp prrrp
Pa pa pa prrrp prrrp
O kaaka
O mausi
O cycle waale bhaiya
Ban-than ke baal bana ke
Joota polish karwa ke
Naachenge hum ta-ta-thaiya
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio oo
Bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio oo
Bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
更多>> Pritam的热门歌曲