Chahne Lage Tumhain
Love Is Life
歌手:Udit Narayan
专辑:《Love Is Life》

作词 : Faaiz Anwaar
作曲 : Anand - Milind



Chahne lage tumhein
Na chahate huye bhi hum
Chahne lage tumhein
Na chahate huye bhi hum
Kis janam ka pyaar hain
Ye tum hi kuch kaho sanam
Sanam sanam sanam sanam..
Sanam sanam sanam sanam..

Tum ne kuch kiya to hain
Yun marmitte jo tum pe hum
Tum ne kuch kiya to hain
Yun marmitte jo tum pe hum
Kis janam ka pyaar hain
Ye tum hi kuch kaho sanam
Sanam sanam sanam sanam..
Sanam sanam sanam sanam..

♬ S a n g e e t ♬

Ab tak jahan ki har khushi
Maana ke mere paas thi
Phir sochata hoon kis liye
Ke zindagi udaas thi

Ab tak jahan ki har khushi
Maana ke mere paas thi
Phir sochata hoon kis liye
Ke zindagi udaas thi

Bekhudi mein badh gaye
Tumhari sim pe ye kadam
Bekhudi mein badh gaye
Tumhari sim pe ye kadam
Kis janam ka pyaar hain
Ye tum hi kuch kaho sanam
Sanam sanam sanam sanam..
Sanam sanam sanam sanam..

♪ ♫ S a n g e e t ♪ ♩

Jeene ka aashra bhi ho
Iss dil ka ho karaar tum
Deewangi ka naam do
Yaa keh lo isko pyaar tum

Jeene ka aashra bhi ho
Iss dil ka ho karaar tum
Deewangi ka naam do
Yaa keh lo isko pyaar tum

Jab tumhari yaad aaye
Hone lagti aankh nam
Jab tumhari yaad aaye
Hone lagti aankh nam
Kis janam ka pyaar hain
Ye tum hi kuch kaho sanam
Sanam sanam sanam sanam..
Sanam sanam sanam sanam..

Chahne lage tumhein
Na chahate huye bhi hum
Chahne lage tumhein
Na chahate huye bhi hum
Kis janam ka pyaar hain
Ye tum hi kuch kaho sanam
Sanam sanam sanam sanam..
Sanam sanam sanam sanam..


更多>> Udit Narayan的热门歌曲